aa_o khele.n sanam unniis ke tum biis ke ham mauqaa bhii hai tanhaa_ii bhii us par qayaamat kaa aalam biis ke tum unniis ke ham us par qayaamat kaa aalam ##love me## yaa ##love me not## ##yes yes, you are in my heart,## maa.nguu agar mai.n to kyaa galat bosaa tere rukhasaar kaa pahale milan me.n to pyaar kaa dastuur bhii hai ye jaanam biis ke tum ... dekhegaa ko_ii to kyaa hu_aa duniyaa se kah do pukaar ke hamako zamaane kaa kyaa Gam aa_o khele.n sanam ... kho jaaye.n kuchh der ke li_e ham ek duuje ko thaam ke Dhalate hai.n saaye bhii shaam ke kuchh roshanii bhii hai maddham aa_o khele.n sanam ... |