chaani jo khaak to mit ke sona
tu ban gaya
ghamon ki aag mein tap ke sooraj
tu ban gaya
chaani jo khaak to mit ke sona
tu ban gaya
ghamon ki aag mein tap ke sooraj
tu ban gaya
aaj paaya hai tuney
sab kho ke mureeda
mili jannat tujhe to
jab bigda naseeba
fakeera - 5
haathon se nikli manzil jab yeh daaman chuut gaya
aye bekhabar tu benoor ho ke roshan ho gaya
bhari yeh khaali si jhoti jo tu bhatka dar badar
yeh bhi na jaaney yeh kaafir ki dua ka hai asar
jo taarey sa toota
sab khwahish milegi
zara haathon ko phaila
mannatein sab milengi
fakeera - 5
hua tabah aur hadd se zyada khoya jab qaraar
udhi udhi tab saasein jaise udhta hai gubaar
socha karey kis pal mein dil ko raahat hai mili
khuda ke ghar mein taleem tujhko gir ke jab mili
aaj paaya hai tuney
sab kho ke mureeda
mili jannat tujhe to
jab bigda naseeba
fakeera - 5 |